Is berukhi ki waja to Bata do
Is qadar ilzam ki waja to Bata do
Hum khud hi chur dete ak bar kaha to hota
Is qadar sakh saza Mera jorom to Bata do
Gar muhbbat jrom hai tu jorom sahi
Jorom main to said hai is rehai ki saza Bata do
Is qadar dewana banaya tm n mjhe apna
Ab is dewane ko churne ki waja Bata do
Chalo Jane do sab khatam Howa ab
Phir m kyun zinda rahon jeene ki mjhe waja to bata do