Teri diwangee iss kadar chadhi, O meri shiwangee.
School na jana ek, khawab bana liya tha. Par, tujhse milne ki, khawahiss khich lati thi, humme school.
Har roz bus pakarne, keliye ghar se waqt, se phele nikal na, aur tujhe waqt dekar har roz tujhko dekhna, aadat sa hogya tha.
Tere ghar ke gli se, har roz ek makshad se gujarna, ki tere aangan me dikh jaye tera chand sa mukhra.
Tujhse baat karne ka, himmat to bahut karta tha, par tere bodyguard ki himmat dekh, kabhi na ho paye hummare baate.
Kabhi dekh liya karte the ek, trichi nazar se tujhko, jab tere bodyguard ko aate the kabhi-kabhi ek do chike.
Par, aaj bhi tere ek "Hi" ka intezar, sayaad yahi khaye ja rha hai.
Magar, teri diwangee iss kadar chadhi ki, aaj tujhe na hi sahi, tere tasveer ko har roz, waqt dekar dekhna Ab aadat see bana liya hai humne.

By: Rohit Singh